(teree baaho me ham jite marte rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe) - (2)
hamne dekhe nahee aisee diangee
kam naa hogee kabhee abb toh dil kee lagee
jism se ruh me ham utar te rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe
aaj karo tum hamse bas chahat kee baate
kat ne se katee nahee abb toh tanha rate
khwab banake tumko aankhe me rakh lenge
bekarariya keh rahee hai ham chain tumko denge
aake aagosh me ham sawar te rahe
jism se ruh me ham utar te rahe
(teree baaho me ham jite marte rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe
hamne dekhe nahee aisee deeangee
kam naa hogee kabhee abb toh dil kee lagee
jism se ruh me ham utar te rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe)
yuh agar dekhoge divana kardoge
ishk me hame yar tum toh mastana kardoge
bat meree tum mano diwanapan chodo
naa karo humein bekarar kasmo ko naa todo
khushbu kee tarha ham bikhar te rahe
jism se ruh me ham utar te rahe
(teree baaho me ham jite marte rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe
hamne dekhe nahee aisee deeangee
kam naa hogee kabhee abb toh dil kee lagee
jism se ruh me ham utar te rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe)
--MALE--
(Hey hey hey hey hey hey, la la la la la
Eh hey hey hey hey) - 2
(Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil) - 2
Diljalon ka hai yeh thikaana
Yeh mohabbat ka hai deewana
Aake is mein phir tum na jaana, ho
--FEMALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Diljalon ka hai yeh thikaana
Yeh mohabbat ka hai deewana
Aake is mein phir tum na jaana, ho
--MALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Yeh kisi ki nazar ka aashiq
Yeh kisi ke labon ka pyaasa
Yeh sharaarat kare na maane
Kehna na maane zara sa
--FEMALE--
Beqaraari le chain deke
Raat bhar jaage aur jagaaye
Yeh chalaaye kisi pe jaadu
Dhadkan kisi ki badhaaye
--MALE--
Hey hey hey hey hey hey, la la la la la
Eh hey hey hey hey
Yeh paagal puraana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--FEMALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Yeh to premi hai bhola bhala
Jo isse chaahe uska hole
Yeh na maange phoolon ka bistar
Dilbar ki baahon mein so le
--MALE--
Saari baatein aankhon se keh de
Yeh kabhi na zubaan khole
Ho kabhi jo ho dard koi
Tanhaai mein jaake ro le
--FEMALE--
Aa ha ha ha ha ha, eh hey hey hey hey
La la la la la
Kare dostaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--MALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--FEMALE--
Diljalon ka hai yeh thikaana
--MALE--
Yeh mohabbat ka hai deewana
--FEMALE--
Aake is mein phir tum na jaana, ho
--MALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--FEMALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--MALE--
Hey hey hey hey hey hey, la la la la la la la
Eh hey hey hey hey
--FEMALE--
Hey la la la la la, la la la la la la la
La la la la la
--MALE--
Hey hey hey hey hey hey, la la la la la la la
Eh hey hey hey hey hey
|
Wada Raha Wada Raha Wada Raha
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Chahe Tumhe Kis Kadar Mera Dil
Tumko Nahi Hai Pata
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha
Dono Jahan Ko Bhoola Ho Main
Aisi Lagi Hai Tujhse Lagaan
Chahe Kaho Ise Awaargi
Chahe Kaho Ise Deewanapaan
Dil Ne Kaha Dil Ne Suna
Maine Tumhe Dilbar Chuna
Ab Dorriyan Naa Rahi Darmiyan
Kya Rang Layi Wafa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Dekha Tumhe To Aisa Laga
Mujhko Mila Hai Manzil Ka Pata
Chalna Hai Humko Ab Saath Mein
Tumse Juda Mera Raasta
Maine To Lee Hai Kasam
Paao Tumhe Janmo Janam
Sajde Kiye Maine Shaamo Saher
Maanga Hai Tumko Sada
Haan Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Meri neend churaake, mera chain churaake - 2 Tumko mila kya dil dhadkaake phir dil ko tadpaake Ho ho ho, oh oh oh, ho oh oh, ho oh oh
Humko laga kyoon tum ho apne Toota hai dil aur toote hain sapne Itne diye hain mohabbat ne gham Ab umr bhar bas tadpenge hum Aise khwaab dikhaake, aisi aag lagaake - 2 Tumko mila kya dil dhadkaake phir dil ko tadpaake Ho ho ho, ho oh oh, ho oh oh, ho oh oh
Bechainiyaan hain, betaabiyaan hain Tanhaaiyaan hain, ruswaaiyaan hain Ab har ghadi hai yeh silsila Tum bhi suno kuch dil ne kaha Aise jaan jalaake, yun din raat rulaake Ho, aise jaan jalaake, yun din raat rulaake Tumko mila kya dil dhadkaake phir dil ko tadpaake Ho ho ho, ho oh oh, ho oh oh, ho oh oh Ho oh oh, ho oh oh, ho oh oh
0 comments
Labels: Asha Bhosle