Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Thursday, 9 August 2012

Ye to kashmir hai

 --FEMALE-
Ooo Dilbaro...
 O mere dilbaroo

--MALE-
Ooo DIlbaroo..
O meri Dilbaroo

--FEMALE--
ye to kashmir hai 
iski fiza ka kya kehna - 2
des dulhan hai ye
dulhan ke than ka hai gehna

tum tum taana
tana na tum tana na tum tana na 
tana na na
tum tum tana na 
tana na tum tana na tum tana na 

--MALE--
ye to kashmir hai 
iski ada ka kya kehna 
des dulhan hai ye
dulhan ke than ka hai gehna

tum tum taana
tana na tum tana na tum tana na 
tana na na
tum tum tana na 
tana na tum tana na tum tana na 

in hasee waadiyo me mujko mera pyaar mila
mere betaab se is dil ko bhi karaar mila

--FEMALE--

iske khushbu me nikar jaane ko jee karta hai 
tere baaho me bikar jaane ko jee karta hai 

--MALE--
Oo dilbaro 
o meri dilbaroO

--FEMALE--
Oo Dilbaro
o mere DilbarOo

--MALE--
ye to kashmir hai 
iski ada ka kya kehna 
des dulhan hai ye
dulhan ke than ka hai gehna

--chorus--
tum tum taana
tana na tum tana na tum tana na 
tana na na
tum tum tana na 
tana na tum tana na tum tana na 

--FEMALE--
apne palko ke shikaro me chupale mujko 
apne khwabo se khayalo se churale mujko

--MALE--
me bahaaro se teri maang sajaunga sanam
tujko ek roz paalki me bithaunga sanam

--FEMALE--
Oo Dilbaro
o mere DilbarOo


--MALE-
Ooo DIlbaroo..
O meri Dilbaroo


--FEMALE--
ye to kashmir hai 
iski fiza ka kya kehna
des dulhan hai ye
dulhan ke than ka hai gehna


--chorus--
tum tum taana
tana na tum tana na tum tana na 
tana na na
tum tum tana na 
tana na tum tana na tum tana na 

--MALE--
ye to kashmir hai 
iski ada ka kya kehna 
des dulhan hai ye
dulhan ke than ka hai gehna

0 comments :

Post a Comment