(teree baaho me ham jite marte rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe) - (2)
hamne dekhe nahee aisee diangee
kam naa hogee kabhee abb toh dil kee lagee
jism se ruh me ham utar te rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe
aaj karo tum hamse bas chahat kee baate
kat ne se katee nahee abb toh tanha rate
khwab banake tumko aankhe me rakh lenge
bekarariya keh rahee hai ham chain tumko denge
aake aagosh me ham sawar te rahe
jism se ruh me ham utar te rahe
(teree baaho me ham jite marte rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe
hamne dekhe nahee aisee deeangee
kam naa hogee kabhee abb toh dil kee lagee
jism se ruh me ham utar te rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe)
yuh agar dekhoge divana kardoge
ishk me hame yar tum toh mastana kardoge
bat meree tum mano diwanapan chodo
naa karo humein bekarar kasmo ko naa todo
khushbu kee tarha ham bikhar te rahe
jism se ruh me ham utar te rahe
(teree baaho me ham jite marte rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe
hamne dekhe nahee aisee deeangee
kam naa hogee kabhee abb toh dil kee lagee
jism se ruh me ham utar te rahe
yuhee ham tumse pyar karte rahe)
--MALE--
(Hey hey hey hey hey hey, la la la la la
Eh hey hey hey hey) - 2
(Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil) - 2
Diljalon ka hai yeh thikaana
Yeh mohabbat ka hai deewana
Aake is mein phir tum na jaana, ho
--FEMALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Diljalon ka hai yeh thikaana
Yeh mohabbat ka hai deewana
Aake is mein phir tum na jaana, ho
--MALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Yeh kisi ki nazar ka aashiq
Yeh kisi ke labon ka pyaasa
Yeh sharaarat kare na maane
Kehna na maane zara sa
--FEMALE--
Beqaraari le chain deke
Raat bhar jaage aur jagaaye
Yeh chalaaye kisi pe jaadu
Dhadkan kisi ki badhaaye
--MALE--
Hey hey hey hey hey hey, la la la la la
Eh hey hey hey hey
Yeh paagal puraana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--FEMALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Yeh to premi hai bhola bhala
Jo isse chaahe uska hole
Yeh na maange phoolon ka bistar
Dilbar ki baahon mein so le
--MALE--
Saari baatein aankhon se keh de
Yeh kabhi na zubaan khole
Ho kabhi jo ho dard koi
Tanhaai mein jaake ro le
--FEMALE--
Aa ha ha ha ha ha, eh hey hey hey hey
La la la la la
Kare dostaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--MALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--FEMALE--
Diljalon ka hai yeh thikaana
--MALE--
Yeh mohabbat ka hai deewana
--FEMALE--
Aake is mein phir tum na jaana, ho
--MALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--FEMALE--
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
--MALE--
Hey hey hey hey hey hey, la la la la la la la
Eh hey hey hey hey
--FEMALE--
Hey la la la la la, la la la la la la la
La la la la la
--MALE--
Hey hey hey hey hey hey, la la la la la la la
Eh hey hey hey hey hey
|
Wada Raha Wada Raha Wada Raha
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Chahe Tumhe Kis Kadar Mera Dil
Tumko Nahi Hai Pata
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha
Dono Jahan Ko Bhoola Ho Main
Aisi Lagi Hai Tujhse Lagaan
Chahe Kaho Ise Awaargi
Chahe Kaho Ise Deewanapaan
Dil Ne Kaha Dil Ne Suna
Maine Tumhe Dilbar Chuna
Ab Dorriyan Naa Rahi Darmiyan
Kya Rang Layi Wafa
Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Dekha Tumhe To Aisa Laga
Mujhko Mila Hai Manzil Ka Pata
Chalna Hai Humko Ab Saath Mein
Tumse Juda Mera Raasta
Maine To Lee Hai Kasam
Paao Tumhe Janmo Janam
Sajde Kiye Maine Shaamo Saher
Maanga Hai Tumko Sada
Haan Yeh Meri Dhadkane Sun Raha Hai Khuda
Wada Raha Pyaar Se Pyaar Ka
Ab Hum Naa Honge Judaa
Yeh Meri Dhadkane Sunraha Hai Khuda
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Pyaar Se Pyaar Ka Pyaar Se Pyaar Ka
Wada Raha Yeh Wada Raha
Meri neend churaake, mera chain churaake - 2 Tumko mila kya dil dhadkaake phir dil ko tadpaake Ho ho ho, oh oh oh, ho oh oh, ho oh oh
Humko laga kyoon tum ho apne Toota hai dil aur toote hain sapne Itne diye hain mohabbat ne gham Ab umr bhar bas tadpenge hum Aise khwaab dikhaake, aisi aag lagaake - 2 Tumko mila kya dil dhadkaake phir dil ko tadpaake Ho ho ho, ho oh oh, ho oh oh, ho oh oh
Bechainiyaan hain, betaabiyaan hain Tanhaaiyaan hain, ruswaaiyaan hain Ab har ghadi hai yeh silsila Tum bhi suno kuch dil ne kaha Aise jaan jalaake, yun din raat rulaake Ho, aise jaan jalaake, yun din raat rulaake Tumko mila kya dil dhadkaake phir dil ko tadpaake Ho ho ho, ho oh oh, ho oh oh, ho oh oh Ho oh oh, ho oh oh, ho oh oh
Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro - 2
Main bhi to chalta hoon, zara unse milta hoon
Jo ek baat dil mein hai, unse kahoon
(To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun) - 2
Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro
(Unke chehre ki yeh narmiyaan
Unki zulfon ki yeh badliyaan
Unki aankhon ke roshan diye
Unke honton ki yeh surkhiyaan) - 2
Sab unke hain jalwe, main chalne se pehle
Saanson mein, aankhon mein, khwaabon mein, yaadon mein
Aur is dil mein unko chhupaake rakhoon
To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun
Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro
(Main kahin bhi rahoon ae sanam
Mujhko hai zindagi ki kasam
Faaslein aate jaate rahe
Pyaar lekin nahin hoga kam) - 2
Jinhe chaahoon, jinhe poojoon, unhe dekhoon, unhe chhoo loon
Zara baatein to kar loon, zara baahon mein bhar loon
Main is chaand se maathe ko choom loon
To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun
Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro
Main bhi to chalta hoon, zara unse milta hoon
Jo ek baat dil mein hai, unse kahoon
To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm
To chalun, to chalun, to chalun
La La La La La La Lala La La La La
Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam
Ho Jeevan Aapna Sara Sanam
Tere Naam Tere Naam
Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam
Ho Jeevan Aapna Sara Sanam
Pyaar Bahut Karte Hai Tumse Ishq Hai Tu Humara Sanam
Ho Ishq Hai Tu Humara Sanam
La La La La La La Lala La La La La
La La La La La La La La La La La La La La La La La
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Neeindo Mein Aankhon Mein Pyaase Khwabon Mein
Tu Hi Tu Hai Yara Mehki Saason Mein
Har Bechaini Reh Reh Ke Yeh Kehti Hai
Har Dhadkan Mein Teri Chahat Rehti Hai
Tere Bina Tere Bina
Tere Bina Naamumkin Hai Zindagi Ka Guzara Sanam
Ho Zindagi Ka Guzara Sanam
Lagi Chote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na
Ishq Ka Dhaga Tote Na
Lagi Chote Na Lagi Chote Na Lagi Chote Na
Ishq Ka Dhaga Tote Na
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Tere Ishq Ne Saathiya Tera Haal Kya Kardiya
Durri Hai Majboori Hai Tanhayi Hai
Teri Yaad Hume Kis Mood Pe Layi Hai
Aapni To Manzil Hai Teri Raahon Mein
Jeena Marna Hai Ab Teri Bahon Mein
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Is Duniya Ka Har Sitam Hai Gawara Sanam
Ho Har Sitam Hai Gawara Sanam
Tere Naam Hum Ne Kiya Hai Jeevan Aapna Sara Sanam
Ho Jeevan Aapna Sara Sanam
Tere Naam Tere Naam |
Ishq Bina Kya Marna Yaara, Ishq Bina Kya Jeena
Ishq Bina Kya Marna Yaara, Ishq Bina Kya Jeena Yaaro
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Hai
Vaada Ye Pakka, Ishq Ishq
Dhaaga Ye Kachha, Ishq Hai
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Vaada Ye Pakka, Ishq Ishq
Dhaaga Ye Kachha, Ishq Ishq
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Neeche Ishq Hai, Upar Rab Hai
In Dono Ke, Beech Mein Sab Hai
Neeche Ishq Hai, Upar Rab Hai
In Dono Ke, Beech Mein Sab Hai
Ek Nahin, Sau Baatein Kar Lo
Sau Baaton Ka Ek Matlab Hai
Rab Sab Se Sona, Ishq Ishq
Rab Se Bhi Sona, Ishq Hai
Rab Sab Se Sona, Ishq Ishq
Rab Se Bhi Sona, Ishq Hai
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Ishq Bina Kya Jeena Yaaro, Ishq Bina Kya Marna Yaaro
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Heera Na Panna, Ishq Ishq
Bas Ek Tamanna, Ishq Ishq
Heera Na Panna, Ishq Ishq
Bas Ek Tamanna, Ishq Ishq
Ishq Bina Kya Marna Yaara
Ishq Bina Kya Jeena
Ishq Hai Kya, Ye Kisko Pataa
Ye Ishq Hai Kya, Sabko Pataa
Ye Prem Nagar, Anjaan Dagar
Saajan Ka Ghar, Kya Kisko Khabar
Chhoti Si Umar, Ye Lamba Safar
Ye Ishq Hai Kya, Ye Kisko Pataa
Ye Dard Hai Ya, Dardon Ki Davaa
Ye Koi Sanam, Ya Aap Khuda
Ye Koi Sanam, Ya Aap Khuda, Aap Khuda
Ishq Bina Kya Marna Yaara, Ishq Bina Kya Jeena
Tumne Ishq Ka Naam Suna Hai, Humne Ishq Kiya Hai
Phoolon Ka Gulshan, Ishq Ishq
Kaaton Ka Daaman, Ishq Hai
Phoolon Ka Gulshan, Ishq Ishq
Kaaton Ka Daaman, Ishq Hai
Ishq Bina Kya Jeena Yaaron, Ishq Bina Kya Marna Yaaron
Ishq Bina Kya Jeena Yaaron, Ishq Bina Kya Marna Yaaron
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
Gud Se Mitha, Ishq Ishq
Imli Se Khatta, Ishq Ishq
dil yeh bechain ve, raste pe nain ve - (2)
jindaree behaal hai, sur hai na taal hai
aaja savariya aa aa aa aa
taal se taal mila o o o, taal se taal mila
dil yeh bechain ve, raste pe nain ve
jindaree behaal hai, sur hai na taal hai
aaja savariya aa aa aa aa
taal se taal mila o o o, taal se taal mila
(saawan ne aaj toh mujhako bhigo diya
haay meree laaj ne mujhako dubo diya - (2)
aisee lagee jhadee sochu mai yeh ghadee
kuchh maine kho diya, kya maine kho diya
chup kyon hai bol too, sang mere dol too
meree chaal se chaal mila o o o
taal se taal mila o o o, taal se taal mila
(maana anjaan hai too mere vaaste
maana anjaan hu mai tere vaaste) - (2)
mai tujhako jaan lu, too mujhako jaan le
aa dil ke paas aa, iss dil ke raaste
jo tera haal hai, woh mera haal hai
iss haal se haal mila o o o
taal se taal mila o o o, taal se taal mila
dil yeh bechain ve, raste pe nain ve
jindaree behaal hai, sur hai na atal hai
aaja savariya aa aa aa aa
taal se taal mila o o o, taal se taal mila - (2)
suna suna lamha lamha meree raahe tanha tanha
aakar mujhe tum tham lo, manjil teree dekhe rasta
mud ke jara abb dekh lo, aisa milan phir ho na ho
sab kuchh meraa tum hee toh ho
bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
o bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
suna suna lamha lamha, meree raahe tanha tanha
bichhde bhee ham jo kabhee raasto me, toh sang sang rahungee sada
kadmo kee aawaj sun ke chalungee, tumhe dhund lungee sada
bhulee mohabbat kee yeh khushbuye hain, hawaon me phailee huyee
chhu kar mujhe aaj mahsus kar lo, woh yade meree unchhuyee
aisa milan phir ho na ho, sab kuchh meraa tum hee toh ho
bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
o bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
suna suna lamha lamha, meree raahe tanha tanha
aa.. aa..........
vaado ke dhago me ham tum bandhe hain, jara dor tum tham lo
baaho mai aise pighal jane do mujhko, aise meraa nam lo
mai woh shama hu jo roshan tumhe karke, khud toh pighal jaungee
subah ka suraj tumhare liye hai, mai hu rat dhal jaungee
aisa milan phir ho na ho, sab kuchh meraa tum hee toh ho
bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
o bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
suna suna lamha lamha, meree raahe tanha tanha
mud ke jara abb dekh lo, aisa milan phir ho na ho
sab kuchh meraa tum hee toh ho
bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
o bapanah pyar hai aaja, teraa intejar hai aaja
suna suna lamha lamha, meree raahe tanha tanha
(say na say na how you said it to me
sone do na do na how you did it to me
dholi dhol baja raj raj ke
ho aaisa yaar manana ai nachke
ho say na) - 2
seer te duppatta lehriya
nachye pind de kudi de naal shehriya
te dhol wajda ho kudiyo dhol wajda
Gora chitta rang gala gooriya
sadi rab ne bana di jodiyan
ke dhol wajda ho mundiyo dhol wajda
(say na say na how you said it to me
sone do na do na how you did it to me
dholi dhol baja raj raj ke
ho aaisa yaar manana ai nachke
ho say na) - 2
all of you thigh girls in the house
if you feeling what i am saying then shout it out
say dhol wajda oh kudiyo dhol wajda
all of you desi boys in the house
just put your hands up and join the crowd
say dhol wajda oh mundiyo dhol wajda
say na say na how you said it to me
sone do na do na how you did it to me
dholi dhol baja raj raj ke
ho aaisa yaar manana ai nachke
ho say na
say na say na how you said it to me
sone do na do na how you did it to me
dholi dhol baja raj raj ke
ho aaisa yaar manana ai nachke
oh oi oi
oi oi oi
oi oi
oi oi oi
(say na say na how you said it to me
sone do na do na how you did it to me
dholi dhol baja raj raj ke
ho aaisa yaar manana ai nachke
ho say na) - 2
Phir Mujhe Dil Bekaraar Karane Laga Hai Phir Kisi Ka Intjaar Karane Laga Hai Phir Se Chaahata Hai Haan Pal Woh Khushi Ke Phir Kisi Se Yeh Toh Pyaar Karane Laga Hai... (2) Yeh Dil Ko Huwa Kya Hai... (2) Kisi Ke Tassabur Mein Abb Din Kaatata Hai Kisi Ke Khayaalon Mein Yeh Abb Jaagata Hai... (2) Phir Wafa Pe Aitbaar Karane Laga Hai Phir Fijaao Ko Bahaar Karane Laga Hai Phir Se Dekhata Hai Yeh Sapane Kisi Ke Ho Ho Phir Kisi Pe Jaan Nisaar Karane Laga Hai Yeh Dil Ko Huwa Kya Hai Phir Se Chaahe Haathon Mein Yeh Chudi Waale Haat Phir Se Chaahe Koi Kar Le Peharon Isase Baat Phir Se Chaahe Raaton Mein Yeh Raaton Ke Ehsaas Phir Se Chaahe Honto Pe Honto Ki Saugaat Phir Se Chaahe Baahon Mein Ho Koi Saari Raat Phir Se Chaahe Mehaki Huyi Koyi Mulaakaat, Koyi Mulaakaat Phir Se Khaaish Baar Baar Karane Laga Hai Phir Labon Se Jikr Yaar Karane Laga Hai Phir Se Maangata Hai Yeh Chaahat Kisi Ki Ho Ho Phir Tamannaaye Hajaar Karane Laga Hai Phir Mujhe Dil Bekaraar Karane Laga Hai Yeh Dil Ko Huwa Kya Hai... (3) |
Main Nikla Oh Gaddi Le Ke Main Nikla Oh Gaddi Le Ke Oh Raste Par Oh Sadak Mein Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Rab Jaane Kab Guzra Amritsar Oh Kab Jaane Lahore Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Us Mod Pe Woh Muti Yaar Mili Us Mod Pe Woh Muti Yaar Mili Jat Yamla Pagal Ho Gaya Uski Zulfon Ki Chhaon Mein Main Bister Daal Ke So Gaya Woh Jab Jaga Main Bhaaga Oh Sab Faatak Sab Signal Main Tod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Bas Ek Nazar Usko Dekha Bas Ek Nazar Usko Dekha Dil Mein Uski Tasveer Lagi Kya Naam Tha Uska Rab Jaane Mujhko Raanjhe Ki Heer Lagi Oh Maine Dekha Ek Sapna Sang Uske Naam Apna Main Jod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Sharma Ke Woh Yun Simat Gayi Sharma Ke Woh Yun Simat Gayi Jaise Woh Neend Se Jaag Gayi Maine Kaha Gal Sun Oh Kudiye Woh Darr Ke Peeche Bhaag Gayi Woh Samjhi Oh Ghar Uske Chori Se Oh Chupke Se Koyi Chor Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Main Nikla Oh Gaddi Le Ke Oh Raste Par Oh Sadak Mein Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Oh Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya Are Ek Mod Aaya Main Uthe Dil Chhod Aaya |
0 comments
Labels: Asha Bhosle