Yaad teri aati hai
mujhe tadpaati hai
saari raina
jaage naina
mujko rula jaati hai - 2
maine kabhi socha na tha
yu pyaar hojayega
anjaane hum miljayenge
ikraar hojayega
ab dil kahi lagta nahi
tere bina saathiyaa
badne lagi betaabiya
tune kya jaadu kiya
Yaad teri aati hai
mujhe tadpaati hai
saari raina
jaage naina
mujko rula jaati hai - 2
baate teri yaad aaye to
aankho se aansu bahe...
koi bhala kaise yaha
dard-e-judaayi sahe
haalat meri kya hogayi
kaise batau tuje
afsaana me is pyaar ka
kaise sunau tujhe...
Yaad teri aati hai
mujhe tadpaati hai
saari raina
jaage naina
mujko rula jaati hai - 2
