Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Monday, 24 February 2014

Saanso Ne Baandhi hai



Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya (x2)

Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kaha

Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai waada kiya

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

***************
Batiyaan tore naina
Hum se joh na karte
Haaye Ram kasam jeete jee mar jaate

Arey aise kaise o ji
Yun hi tum mar jaate ho
Ohh...
Tum jo naa hote hum kyun duniya mein aate

Ki teri meri ik zindagi
Ha sang teri preet lagi
Ho pal pal badhegi
Haan.....
maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

***********

Saath janam ke saathi
Hum hai diya tum baati
Ho..
roshan basera hai ghar tera-mera

Humre chaand ko takne
Taare bhi nikle hain
Haye...
nazar na lagey tujhko baahon mein ghera

Oh chal hat jao ji
Nazdeek aao ji
Hum toh ji haarey ji
Haan....
maine bhi yeh Rab se waada kiya haaye

Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Reh reh ke dil mera tham sa gaya
Chhu ke mujhe tune jab yeh kahaa

Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai... waada kiya.....


Me Rang Sharbatho ka



Khwab hai tu,
Neend hun main…
Dono mile,
Raat banein…
Roz yahi,
Maangu dua…
Teri meri, baat banein…
Baat banein…

Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…
Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…

Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…

Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…

Main rang sharbaton ka.
Tu meethe ghaat ka paani…

Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…

Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…

Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…

 
O yaara tujhe pyaar ki,
Baatiyan kya samjhava…
Jaagke ratiyaan roz bitawaan,
Isse aage ab main kya kahun.

O yaara tujhe boldi aakhiyaan,
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan,
Isse aage ab main kya kahun…

Maine toh dheere se,
Neendon ke dhaage se,
Bandha hai khwab ko tere…
Main na jahaan chahun,
Na aasmaan chahun,
Aaja hisse mein tu mere…

Tu dhang chahaton ka…
Main jaise koi naadani.

Tu dhang chahaton ka….
Main jaise koi naadani.

Mujhe khud se jod le toh,
Mere yaar baat ban jaani…

Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.

Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.

Tere khayalon se,
Tere khayalon tak,
Mera toh hai aana jaana…
Mera toh jo bhi hai,
Tu hi tha tu hi hai,
Baaki jahaan hai begana…

Tum ek musafir ho,
Main koi raah anjaani…

Tum ek musafir ho,
Main koi raah anjaani…

Mann chah mod de toh,
Mere yaar baat ban jaani…

Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…

Main rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani.

Mujhe khud mein ghol de toh,
Mere yaar baat ban jaani…

Rang sharbaton ka,
Tu meethe ghaat ka paani…

O yaara tujhe pyaar ki,
Baatiyan kya samjhava…
Jaagke ratiyaan roz bitawaan,
Isse aage ab main kya kahun.

O yaara tujhe boldi aakhiyaan,
Sadke jawaan…
Maang le pakiyaan aaj duawaan,
Isse aage ab main kya kahun


Heer Heer Na



Ho ho o...
Heer Heer na akho adiyo
Main te Sahiba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye
Ho mainu le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi...

Heer Heer na aakho adiyo
Main te Sahiba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye

Ohde je hi main te oh mere varga
Hans da ai sajra savere varga
Ankha bandh kar laa te thande hanere varga (x2)

Ohde je hi main te oh Mirza mere varga
Ohde je hi main te oh Mirza mere varga

Ho Heer Heer na akho adiyo
Main te Sahiba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aave le jaaye
Ho mainu le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi...

Naal naal tur na te vith rakhna
Hadh rakh lena vich dil rakhna
Chhanve chhanve paave, assi teri parchhave, tur naa (x2)

Ohde je hi main te oh mere varga haaye
Ohde je hi main te oh mere varga

Ho Heer Heer na akho adiyo
Main te Sahiba hoi
Ghodi leke aave le jaaye haaye
Le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi
Le jaaye Mirza koi...

Heer Heer na akho adiyo
Main te Sahiba hoi
Ghodi leke aave le jaaye
Ghodi leke aaye le jaaye
Oh ho...


Badmash DiL



Saathiya..Saathiya..
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya..Chun liya..
Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sun nahi si dhun

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Oh..Achhi lage dil ko mere har teri baat re
Saaya tera ban ke chalun itna hai khwaab re
khaande  pe sar rakh ke tere
Kat jaye raat re beetenge din
Thamey tera hathon mein haath re

Yeh kya hua mujhe
Mera yeh dil phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe
Mera jahaan badal badal gaya

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

oh ...Neendhein nahin chaina nahin badloon mein karwatein
Taare ginu ya main ginu chaadar ke sarwatein
Yaadon mein tu khwaabon mein tu teri hi chaahatein
Jaaon jidar dhoonda karoon teri hi aahatein

Yeh jo hai dil
Mera yeh dil suna na keh raha yehi
Woh bhi kya zindagi
Hai zindagi ki jiss mein tu nahin

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujhse juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Saathiyaa, saathiyaa
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sunn nayi si dhun

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujhse juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujhse juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Be Inteha



Suno na kahe kya suno na
Dil mera suno na suno zara
Teri baahon mein
Mujhe rehna hai raat bhar
Teri baahon mein hogi subah

Be intehaan, be intehaan
Yun pyaar kar, be intehaan
Dekha karun sari umar
Tere nishan, be intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar, be intehaan

Jab saanson me teri
Saansen ghuli toh phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Aa baahon me teri aake
Jahaan do yun simatne lage

Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hun main aagosh mein
Tu bhi kahaan ab hosh mein
Makhmali raat ki ho na subah

Be intehaan, be intehaan..
Yun pyar kar be intehaan..

Gustakhiyan kuch tum karo
Kuch hum karein is tarah
Sharmake do saayen hai jo
Muh ferle hum se yahan

Haan choo toh liya hai ye jism tune
Rooh bhi chum le
Alfaaz bhige bhige kyun hai mere
Haan yun choor hoke majboor hoke
Katra katra kahen
Ehsaas bhige bhige kyun hain mere
Do bekhabar bhige badan
Ho besabar bhige badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan

Be intehaan, be intehaan
Yun pyar kar, be intehaan
Dekha karun saari umar
Tere nishan, be intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Choole mujhe is kadar be intehaan...

Itti Si Hansi (Burfi)



Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan (x2)

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe kundi chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baant le
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyan

Naa ho chaar deewarein
Phir bhi jharokhe khule
Baadalon ke ho parde
Shaakhi hari pankha jhale
Naa ho koi takraarein
Are masti thahaake chale
Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe kundi chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baant le
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye Aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn Aashiyan (x2)

Tuesday, 9 July 2013

na na na aaaaaaaaa


Sachi Sachi Teri Nazrien


Saachi saachi teri nazrein ek darpan
Dede mann ki yeh khabrein ek pal chin
Adharon ne kuch na kaha re
Naino ne keh diya
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya mora jiya
Tune bhi pal bhar mein chori kiya re jiya more piya

Gummsumm gummsumm rehne wali humri ek guzareya re
Kal-kal kal-kal behne lagi jaise prem ki nadiya re
Tujhe sang preet humne lagai hai
Tab jaage yeh rutt aayi hai
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya mora jiya
Tune bhi pal bhar mein chori kiya re jiya more piya

Gupchup gupchup dil mein aaya sajna swaang rachaiya re
Pal pal har pal jiski chaya apna paar lagiya re
Ho tujh par jaan humne lutayi hai
Tab jaake tu sang aayi hai
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya more piya


Ssschi ssschi teri nazrein ek darpan
Dede mann ki yeh khabrein ek pal chin
Adharon ne kuch na kaha re
Naino ne keh diya
Tune toh pal bhar mein chori kiya re jiya more piya
Tune bhi pal bhar mein chori kiya re jiya mora jiya

Raabta


Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye - 2
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yehi hai marna issi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye


Meharbaani jaate jaate mujh pe kar gaya
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
Tere nazara mila, roshan sitaara mila
Takdeer ki kashtiyon ko, kinara mila

Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri sauhbat mein duaayein hain ussi ke liye
Tere milna hai uss rab ka ishaara
Maanu mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye

Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
Tera milna hai uss rab ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta

Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yehi hai marna issi ke liye
Kehte hain khuda ne iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye

Milne Hai Mujse Aayi


Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
O.. khud se hai ya Khuda se
Iss pal meri ladaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
O o...

Aashiqui baazi hai taash ki
Toot.te bante vishwaas ki
O.. Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui

Jaane kyun main sochta hoon
Khaali sa main, ik raasta hoon
Tune mujhe kahin kho diya hai
Yaa main kahin khud laapata hoon
Aa dhoond le tu phir mujhe
Kasamein bhi doon toh kya tujhe...

Aashiqui baazi hai taash ki
Toot.te bante vishwaas ki
O.. Milne hai mujhse aayi..
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui

Toota hua saaz hoon main
Khud se hi naaraz hoon main
Seene mein jo kahin pe dabi hai
Aisi koi aawaaz hoon main
Sun le mujhe tu bin kahe..
Kab tak khaamoshi dil sahe..

Aashiqui baazi hai taash ki
Toot.te bante vishwaas ki - 2

O milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui

O Khud se hai ya Khuda se
Iss pal meri ladaai
Kis mod pe hai laayi aashiqui
O o ho...

Aashiqui baazi hai taash ki
Toot.te bante vishwaas ki


Meri Ashiquiii


Tu mujhe chhod jaaye
Ye nahin ho sakta, saathiya..

Meri baton mein tera zikr sada
Meri yaad mein teri fikr sada
Main jo bhi hoon tum hi to ho..
Mujhe tumse mili apni adaa…

Kyoonki tum hi ho
Ab tum hi ho…
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tum hi ho, tum hi ho
Arz bhi, mera marz bhi..
Chain bhi, mera dard bhi..
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tere liye hi jiya main
Khud ki jo yoon de diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Sare ghamon ko dil se nikala
Main jo mit bhi gaya to wajood mera
Sada tujh mein rahe zinda…

Kyoon ki tum hi ho
Ab tum hi ho…
Zindegi ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho…

Tum hi ho, tum hi ho
Zindegi ab tum hi ho
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Mere Yaara Tere Gham (AASHIQUI-2)


Apni aankhein khaali kar de
Kaash too meri aankhein bhar de
Kaash too meri aankhein bhar de..

Mere yaara tere gham agar paayenge
Hamein teri hai kasam, ham sanwar jaayenge 2
Do ye saugaat tum to zamaane ki hum
Do ye saugaat tum to zamaane ki hum
Har khushi se mukar jaayenge..

Ham mar jayenge, hooo hum mar jaayenge..

Mere yaara tere gum agar paayenge
Hamein teri hai kasam, ham sanwar jaayenge..

Tere kaandhe se hi lag ke yaara beete umar saari
Sochoon kaisi hogi kismat, hua yoon to phir hamari
Saare aansu to hon tere aur aankhein hon hamari
Tere dard hamein jo milein pyaar mein
Tere dard hamein jo milein pyaar mein
Ham khushi se yoon bhar jaayenge..
Ham mar jaayenge, hoo hum mar jaayenge..

Chaahe dukh ho, chaahe sukh ho
Dil ne tujhko hi pukaara
Toone hamko hai banaaya, toone hamko hai sanvaara
Jahan ko to rab ka hai, hamein tera hai sahaara
Bas tera saath ho, chaahe jo baat ho
Bas tera saath ho, chaahe jo baat ho
Tere kehne se kar jaayenge
Hum mar jaayenge..

Mere yaara tere gam agar paayenge
Hamein teri hai kasam, ham sanwar jaayenge.. 2

Maine Paayal Hai Chankayi


maine payal hai chankayi ab to aaja tu harjayi,
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsa
maine payal hai chankayi ab to aaja tu harjayi,
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsa

 
Chale jab yeh purvayi, baje dil me shahnayi,
tuhi mere sapno ka o sajnaaaa....
Chale jab yeh purvayi, baje dil me shahnayi,
tuhi mere sapno ka o sajnaaaa....
maine....maine chunari hai lehrayi ab to aaja tu harjayi
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsa
ho.......
tune chunri jo lehrayi fir kyun aaya na harjaayi
hoooo.....

 
main din bhar soch me dubun main raat main jaagun na soun
tuhi dil me rehta hai o sajnaa....
main din bhar soch me dubun main raat main jaagun na soun
tuhi dil me rehta hai o sajnaa....
maine....maine chudi hai khankayi
ab to aaja tu harjayi
meri sanson me tu hai basa
o sajana aaja na ab tarsa...o sajana aaja na ab tarsaho.......
tune chudi jo khankayi fir kyun aaya na harjayi....ho...
ho...
tune payal jo chankayi fir kyun aaya na harjayi.... ho...
ho....
tune chunri jo lehrayi fir kyun aaya na harjayi.... ho..
hoo.....

Kuch Khaas Hai


Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Kuch duriyan, nazdikiyan,
Kuch hass padi tanhaiyaan,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Kya yeh bahar hai, kya intezaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad..

Kuch khaas hai,
Kuch paas hai,
Kuch ajnabi ehsaas hai,
Kuch duriyan, nazdikiyan,
Kuch hass padi tanhaiyaan,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Kya yeh bahar hai, kya intezaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad..

Kuch saaz hai jaage se jo the soye,
Alfaaz hai, chup se nashe mein khoye,
Nazrein hi samjhe yeh guftagu saari,
Koi arzoo ne hai angdayi li pyaari,
Kya yeh khumaar hai, kya aitbaar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Haan hai shayad,
Naa inkaar hai, naa iqraar hai,
Shayad yeh pyaar hai,
Pyaar hai shayad…

Kisi Ko Chaahte Rehna


Khata to jab hoke hum haal -e- dil kisi se kahe -2
Kisi ko chahte rehna koi khata to nahi- 2

Khata to jab hoke ..... Koi khata to nahi -2

ameer tu hai ......
ameer tu hai  to itna zara bata de mujhe

gareeb me hu
magar ye meri khata to nahi - 2

kisi ko chahte rehna koi khata to nahi


tuje bhi pyaar hai....
tuje bhi pyaar hai mujhse me jaant hu sanam

ye baat aur hai
mujhse kabhi kaha to nahi

kisi ko chahte rehna koi  khata to nahi

har ek pal me
har ek pal me tujhe yaad kiya karta hu

tume bhulaa ke me pal bhar kabhi jiya to nahi


kisi ko chahte rehna koi khata to nahi

Khata to jab hoke hum haal -e- dil kisi se kahe -2
Kisi ko chahte rehna koi khata to nahi- 2






Khayalo Me Bhi


Khayalon mein bhi
Hai khwaabon mein bhi
Koi aane laga
Hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar
Inn aahaton ko
Dhadkan ne joh seene mein li
Unn karwaton ko
 
Aye khuda, aye khuda
Main huyi mujhse judaa

Khayalon mein bhi
Hai khwaabon mein bhi
Umm koi aane laga
Hai yaadon mein bhi

Din mein bhi wahi saans lene laga
Raaton mein bhi meri
Wohi toh bassa hai
Palkon peh rehne ki
Dhoondta hai jagah

Khayalon mein bhi
Hai khwaabon mein bhi
Umm koi aane laga
Hai yaadon mein bhi

Dil jisse mera pyaar karne laga
Aankhein bhi uski hi
Raahon mein ruki hai
Kaun hai woh magar
Yeh nahi hai pata
 
Khayalon mein bhi
Umm hai khwaabon mein bhi
Ho koi aane laga
Hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar
Inn aahaton ko
Dhadkan ne joh seene mein li
Unn karwaton ko
 
Aye khuda, aye khuda
Main huyi mujhse judaa
Oo..

Kabhi Pyaar Na Karenge


 Jisko hamne apana samajha, woh nikala begaana - (2)
 Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
 Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge - (2)
 Kitna mushkil hai tumako aur abb khud ko samajhaana - (2)
 Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin abb jaana
 Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge - (2)


 Mere khayaalon mein sirf tum ho, bhulaau tumko kaise
 Chale gaye ho dur itane bulaau tumako kaise
 Kyun maine ki hai yeh bewafaayi bataau tumko kaise
 Meri sunoge toh ro padoge rulaau tumko kaise
 Jisaki kismat mein ho rona, usako kya behlaana - (2)
 Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
 Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge - (2)


 Tumhe jagaakar main so sakungi yeh toh nahi hai mumkin
 Mujhe pata hai main jaanati hoon jina hai kaise tum bin
 Agar tumhe bhi hai dard itana toh kyun juda ho mujhase
 Tumhaare dil mein na koyi shikawa toh kyun khafa ho mujhase
 Likha jo rab ne wahi toh hoga, likha hai jo afsaana - (2)
 Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin abb jaana
 Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge - (2)
 Jisko hamne apana samajha, woh nikala begaana - (2)
 Shesha jaise toot raha ho, tuta dil deewaana
 Kitna mushkil hai tumako aur abb khud ko samajhaana
 Dil ki manjil aur kahi hai, aur kahin abb jaana
 Kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge - (3)

Kabhi Na Sukoon Aaya


    Jane hai kitana bechain mann, 
Jane hai kaisa dewaanapan dewaanapan
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jab se hai tum pe, mujhko pyar aaya

    Jane hai kitana bechain mann, 
Jane hai kaisa dewaanapan dewaanapan
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jab se hai tum pe, mujhko pyar aaya

    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jab se hai tum pe mujhko pyar aaya, pyar aaya

    Too tassvur me mere toh hee baato me
    Too afsane me mere, too hee yaado me
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jabse hai tumpe mujhko pyar aaya
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jabse hai tumpe mujhko pyar aaya

    Bekararee bharee kab kese ya dil na samaj na paye
    Badla badla lage yai alam anjana nasha chaye
    Tehri jamee tehara hai pal, mann me machee kyun halchal
    Sub kuchh alag sa lagne laga, yeh dard kesa jagne laga jagne laga
    Kabhee na sakun aaya kabhee na karar aaya
    Jab se hai tumpe mujhko pyar aaya

    Dil lagee dil lagee me kaise mai khud ko bhula baithee
    Mene toh kuchh na socha samja sapne bhee saja baithee

    Abb ko bas chalta nahee, ik lamha dhalta nahee
    Chubhane lagee kyu yeh duriya, koyee na jane majburiya majburiya
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jab se tumpe mujhko pyar aaya
    Kabhee na sakun aaya, kabhee na karar aaya
    Jab se tumpe mujhko pyar aaya
    Pyar aaya
    Pyar aaya
    Pyar aaya
    Pyar aaya.



Kabhi Aansu Kabhi Khushboo

Singers:-Pankja Udaas
                    Sadhana Sargam


Sadhana:-
Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar
kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar
hum Se Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar
Pankaj:-
Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar
hum Se Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar

Sadhana:-
Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar
Sadhana:-
Meri Jaagi Hui Raaton Ko Usi Ki Hai Talaash
meri Jaagi Hui Raaton Ko Usi Ki Hai Talaash
so Raha Hai Meri Aankhon Mein Jo Sapna Bankar
so Raha Hai Meri Aankhon Mein Jo Sapna Bankar
hum Se Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar
kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar
Pankaj:-
Raat Bhi Aaye To Bujhti Nahin Chehre Ki Chamak
raat Bhi Aaye To Bujhti Nahin Chehre Ki Chamak
ruh Mein Phail Gaya Hai Woh Ujala Bankar
ruh Mein Phail Gaya Hai Woh Ujala Bankar
hum Se Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar
kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar

Sadhana:-
 Dhoop Mein Kho Gaya Woh Haath Chudahkar Rashid
Pankaj:-
Dhoop Mein Kho Gaya Woh Haath Chudahkar Rashid
ghar Se Jo Saath Chala Tha Mera Saaya Bankar
Sadhana:-
Ghar Se Jo Saath Chala Tha Mera Saaya Bankar 

Pankaj:-
Hum Se Har Shaam Mili Hai Tera Chehra Bankar
Sadhana:-
Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar
Pankaj & Sadhana
Kabhi Aansoo Kabhi Khusboo Kabhi Nagma Bankar

Kaash Aisa Koi Manzar Hota


kaash aisa koi manzar hota - 2
mere kandhe pe tera sar hota
kaash...hota
mere...hota
kaash..hota

jama kerta jo main aye huye sang - 2
sar chupane ke liye ghar hota - 2
mere....hota
kaash...hota

is bulandi pe bohot tanha hun
tanha....hun
bohot tanha...tanha tanha tanha hun
is....hun
kaash mein sab ke barabar hota - 2
mere...hota
kaash...hota

usne uljha diya duniya mein mujhe - 2
varna ek aur kalander hota - 2
mere...hota
kaash...hota
mere...hota
kaash..hota
kaash