Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Monday, 24 February 2014

Badmash DiL



Saathiya..Saathiya..
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya..Chun liya..
Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sun nahi si dhun

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Oh..Achhi lage dil ko mere har teri baat re
Saaya tera ban ke chalun itna hai khwaab re
khaande  pe sar rakh ke tere
Kat jaye raat re beetenge din
Thamey tera hathon mein haath re

Yeh kya hua mujhe
Mera yeh dil phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe
Mera jahaan badal badal gaya

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujh se juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

oh ...Neendhein nahin chaina nahin badloon mein karwatein
Taare ginu ya main ginu chaadar ke sarwatein
Yaadon mein tu khwaabon mein tu teri hi chaahatein
Jaaon jidar dhoonda karoon teri hi aahatein

Yeh jo hai dil
Mera yeh dil suna na keh raha yehi
Woh bhi kya zindagi
Hai zindagi ki jiss mein tu nahin

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujhse juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Saathiyaa, saathiyaa
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya

Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sunn nayi si dhun

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujhse juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

Badmaash dil toh thag hai bada
Badmaash dil yeh tujhse juda
Badmaash dil meri sune na zid pe adaa

0 comments :

Post a Comment