Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Tuesday, 31 May 2016

Ab Doori Hai Itni



Ab doori hai itni aankhen meri nam,
Tujh bin rona aaye per aansu hai kam,
Ae khuda mohlat de de ki kah de hum,

Hummmmmmm.......

Rona hai mujhko ab to rone do,
Khoya hai sab kuch isko bhi khone do,
Ruk rahi hai ye saanse inhe rukne do,

Hummmmmmm........

Thama jo hath kyu choota,
Kya tera saath bhii jhootha,
Kya in saawalo ka jawaab doon,

Kahne ko sab hain poore,
Tere bin mere gham bhi adhure,
Hai baddua ki ab bhi Zinda hoon 
main....

Ab doori hai itni aankhen meri nam,
Tujh bin rona aaye per aansu hai kam,
Ae khuda mohlat de de ki kah de hum,

Hummmmmmm.......

0 comments :

Post a Comment