Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai

Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Tuesday, 9 July 2013

Humare Baad Tume Apna

Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega

Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein (2)

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi (2)

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki (2)

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

0 comments :

Post a Comment