Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Tuesday, 9 July 2013

Bade Ache Lagte Hai

Aaa...Aaa....
Bade achhe laggte hain
Ye Dharti ye nadiyaa ye raina (Aur...)
Aur Tum
Bade achhe laggte hain
Ye Dharti ye nadiyaa ye raina (Aur...)
Aur Tum

Dheere-dheere haule-haule chupke se ab hoga
Kehte hain ye pyaar jise hum na jaane kab hoga
Dheere-dheere haule-haule chupke se ab hoga
Kehte hain ye pyaar jise hum na jaane kab hoga

Bade achhe laggte hain
Ye mausam, ye Baatein, ye Uljhan (Aur..)
Aur Tummm...

Bade achhe laggte hain
Ye Dharti ye nadiyaa ye raina Aur Tum...

Aaa...Aaa....
kuch jaana, kuch anjaana sa muujhko woh laage
Saari raina sapna banke woh aankhon mein jaage
kuch jaana, kuch anjaana sa muujhko woh laage
Saari raina sapna banke woh aankhon mein jaage

Bade achhe laggte hain
Ye Dharti ye saagar ye chanda (Aur...)
Aur Tum

Bade achhe laggte hain
Ye Dharti ye nadiyaa ye raina Aur Tummm.

0 comments :

Post a Comment