Tasveer teri nainan me
teri yaadein rehgaye mann me
jab tu hi bichad gayi to
kya raha mere jeevan me
ye jeevan tutta darpan -2
phir bhi na tutta pyaar
na kajre ki daar
na motiyo ka haar
na koi kiay shingaar
phir bhi kitni sundar ho
tum kitni sundar ho
