Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga) - 2
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha,
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) - 2
Koi Mujhe Itana Bata De,
Koi Mujhe Itana Bata De,
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) - 2
Koi Mujhe Itana Bata De,
Koi Mujhe Itana Bata De,
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
Maine Toh Yeh Jaana Na,
Maine Toh Yeh Jaana Na,
Hota Hai Kya Intzaar
Mera Dil Kyun Maane Na,
Mera Dil Kyun Maane Na,
Mujhko Toh Ho Gaya Hai Pyaar
(Main Chain Se Pehle Raaton Ko Soti Thi,
(Main Chain Se Pehle Raaton Ko Soti Thi,
Tune Meri Nindein Luti) - 2
Yeh Rog Kya Tune Lagaaya,
Yeh Rog Kya Tune Lagaaya,
Deewaanapan Kaisa Jagaaya
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
O Jaana Meri Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
O Jaana Meri Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha,
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) - (2)
Koi Mujhe Itana Bata De,
Koi Mujhe Itana Bata De,
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
Jaaneman O Jaaneja Kya Hai Iraada Bata
Chhune De In Honton Ko Honton Se Mere Jara
(Kya Khoob Hai Main Bhi Kaisa Deewaana Tha,
Jaaneman O Jaaneja Kya Hai Iraada Bata
Chhune De In Honton Ko Honton Se Mere Jara
(Kya Khoob Hai Main Bhi Kaisa Deewaana Tha,
Kyun Ishq Se Anjaana Tha) - 2
Paagal Mujhe Tune Banaaya,
Paagal Mujhe Tune Banaaya,
Chaahat Hai Kya Mujhko Bataaya
(Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,