Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Wednesday, 27 June 2012

Chain muje ab aai na

female : hoon hoon -4

( chain mujhe ab aaye na
tere bina jiya jaaye na ) -2
seelii-seeli pyaasi raina
aake bhiga de naina
ho o o chain mujhe ab aaye na
tere bina jiya jaaye na
ho

female : hoon hoon

beete dinon ki yaad sataati hai man ghabaraata hai rah-rah ke
meri tanhaai mujhako bulaati hai bhaag gaya gam sah-sah ke
koi mujhe behalaaye na
tere bina jiya jaaye na
o chain mujhe ab aaye na
tere bina jiya jaaye na
seeli-seeli pyaasi raina
aake bhiga de naina
ho chain mujhe ab aaye na
tere bina jiya jaaye na
ho

female : hoon hoon -2

har dhadkan mein pyaas hai teri aise mein door main kaise rahoon
tujh bina dil ka aalam kaisa hai tujhase bhala ye kaise kahu
koi tujhe samajhaaye na
tere bina jiya jaaye na
o chain mujhe ab aaye na
tere bina jiya jaaye na
seeli-seeli pyaasi raina
aake bhiga de naina
ho chain mujhe ab aaye na
tere bina jiya jaaye na
( ho tere bina jiya jaaye na ) -4
ho

0 comments :

Post a Comment