Aansuon Ka Koi Rang Nahi Dard Ki Koi Jaat Nahi Dil Toote Toh Haste Bandar Rone Wali Baat Nahi Aaj Dil Toota Tu Yaar Jo Rootha Kyun Saath Yeh Chhoota Tu Jo Ho Gaya Begana Aaj Dil Toota Tu Yaar Jo Rootha Kyun Saath Jo Chhoota Dil Ko Samjhana Hai Tera Bhi Allah Beli Hai Mera Bhi Allah Beli - 2 Raahon Mein Jo Ek Saathi Tha Saaye Sa Aaise Woh Kyun Bichhada Bhala Donon Ne Hi Dekha Tha Khwaab Jo Pal Mein Jaane Kyun Aaise Woh Bikhara Bhala Khwaab Woh Tera Haan Khwaab Woh Mera Haan Yaar Tu Mera Ab Hai Anjaana Hai Tera Bhi Allah Beli Hai Mera Bhi Allah Beli - 2 Khoya Kya Hai Aur Paya Hai Dil Ne Kya Jaane Kaise Yeh Koi Bhi Banda Yahaan Maula Mere Tu Usko Chain De Jaate Jaate Jo Chaino Sukoon Le Gaya Pyar Usko De Tu Jeet Usko De Tu Haar Mujhko De Hai Tera Bhi Allah Beli Hai Mera Bhi Allah Beli - 4
