Jin Se Rishtey Gehre ho
Wo Zakhm Bhi Gehre Dete Hai



Blogger Tips and TricksLatest Tips And TricksBlogger Tricks

Friday, 13 November 2015

Aaj Unse Milna Hai Hume ( Prem Ratan Dhan Payo )



Nachan laagyo re bairagi mann
Are bhagan laagyo re bairagi mann

Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein
Chal unke liye kuchh lete chalein
Aur unko duaayein dete chalein
Thodi gunjiya-wunjiya lete chalein
Thodi barfi-warfi lete chalein
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein

Mahalon ki raani hai
Sunder sayaani hai
Wo khaandani hai jaane dil
Kya kya kharidein hum
Kya naa kharidein hum
Kya de nishani ye hai mushqil (x2)

Thodi mathri-vathri lete chalein
Thodi chakli-chevda lete chalein
Kuch teekh-veekha lete chalein
Kuch khatta-meetha lete chalein
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein

Aa...

Unse milenge toh hum kya kahenge
Ye socha na, samjha na, jaana hai
Shayad kahein aise unka humesha se
Sar aankhon par hi thikana hai (x2)

Thode kaaju-kishmish lete chalein
Sab thoda-thoda lete chalein
Chalo unke liye kuch lete chalein
Aur unko duaayein dete chalein
Aaj unse milna hai humein
Aaj unse milna hai humein

Nachan laagyo re bairagi mann
Are bhagan laagyo re bairagi bann
Nachan laagyo re bairagi mann

Aaj Unse Kehna Hai ( Prem Ratan Dhan Payo )



Naachan laagyo re bairagi mann
Arey bhaagan laagyo re bairagi bann

Hai saath aayein wo mann mein samaayein
Wo unko jo bhaaye wo hum lenge
Hai jaan se pyaare saajan ji humaare
Unke liye kuch bhi kar denge (x2)

Thoda meetha-teekha lete chalein
Jo unko pasand ho lete chalein
Thodi gunjiya-wunjiya lete chalein
O thodi barfi-warfi lete chalein

Aaj unse kehna hai humein
Aaj unse kehna hai humein

Prem ratan dhan paayo
Prem ratan dhan paayo
Aaj mann bhar aayo, prem ratan..

Prem ratan dhan paayo maine
Prem ratan dhan paayo

Prem ratan dhan paayo
Prem ratan dhan paayo
Aaj mann bhar aayo, prem ratan..
Prem ratan dhan paayo
Prem ratan dhan paayo

Jab Tum Chaho ( Prem Ratan Dhan Payo )



Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho

Jab tum chaaho paas aate ho
Jab tum chaaho door jaate ho
Chalti humesha marzi tumhari
Kehte ho phir bhi pyaar karte ho!

Maana maine galtiyan ki
Thodi thodi saktiyan ki
Ishq mein thodi si mastiyan ki

Jab tum chaaho shiqve gile ho
Jab tum chaaho dil ye mile ho
Chalti humesha marzi tumhari
Jaao bade aaye pyaar karte ho

Dil ki baatein bolte nahin
Raaz apne tum kholte nahin
Apne mann ki tum karte ho sadaa
Mera mann tum tatolte nahin

Sach hain teri ye sab shiqayatein
Tod dunga ye rivayatein
Bhool meri bhool jaana
Mujho aaya na rijhana
Magar chahta hoon ab manaana

Jab tum chaaho hans ke bulaao
Jab tum chaaho ladte hi jaao
Chalti humesha marzi tumhari
Badi badi baatein, pyaar karte ho!

Seekhni hain pyaar ki baariqiyan sabhi
Ho samay toh sikha dijiye abhi
Kaise kisi ko rijhaate baat-baat mein
Door kaise hoti kisi ki naraazgi

Bhole banke karte ho gustakhiyan
Chhod do ye sab chalaakiyan
Baaton mein behlaao naa yun
Baat ko badhaao na
Maanungi na main manaao na yun

Jab tum chaaho shaam saji ho
Jab tum chaaho raat dhali ho

Ab tum chaaho jo bhi sazaa do
Bas thoda sa hans ke dikha do

Friday, 23 October 2015

Prem Ratan Dhan Payo -Title



Sukh dukh jhoothe
Dhan bhi jhootha
Jhoothi moh-maaya
Saccha mann ka wo kona jahaan
Prem ratan paaya
Prem ratan paaya..

ni ni sa sa re re sa sa...

Payo... Payo...
Laayo... Chaayo
Aayo... Gaayo..
Payo...

Saiyan tu kamaal ka
Baatein bhi kamaal ki
Laaga rang jo tera
Hui main kamaal ki

Payo re payo re payo re payo re payo
Payo re payo re payo re payo re payo re..
Prem ratan dhan payo (payo..)
Prem ratan dhan payo (payo..)
Rut milan ki laayo
Prem ratan..
Prem ratan dhan payo maine (payo..)
Prem ratan dhan payo

Kya main dikha doon
Yaa main chupa loon
Jo dhan hai mann mein
Yeh bhi na jaanu
Bajne lagi kyun sargam si tann mein
Khushiya si hai aangan mein

Chehre pe aaye meri rangatein gulaal ki
Laaga rang jo tera hui main kamaal ki

Payo re payo re payo re payo re payo
Payo re payo re payo re payo re payo re..
Prem ratan dhan payo (payo..)
Prem ratan dhan payo (payo..)
Mann gagan par chayo
Prem ratan..
Prem ratan dhan payo maine (payo..)
Prem ratan dhan payo

Mujhko the ghere jitne andhere
Ho gaye door sabhi
Sab sapno ki
Sab rishton ki paa li hai keemat bhi
Prem ko main samjhi
Kisi ne na ki meri
Tune jo sambhaal ki
Laaga rang jo tera hui main kamaal ki

Payo re payo re payo re payo re payo
Payo re payo re payo re payo re payo re..
Prem ratan dhan payo (payo..)
Prem ratan dhan payo (payo..)
Aaj mann bhar aayo
Prem ratan..
Prem ratan dhan payo maine (payo..)
Prem ratan dhan payo

Chaayo.. Aayo..
Laayo.. paayo..
Paayo

Jaltey Diye (Prem Ratan Dhan Payo)



Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
To kya baat hoti

Sunte hain jab pyaar ho toh
Diye jal uthte hain
Tan mein, mann mein, aur nayan mein
Diye jal uthte hain

Aaja piya aaja
Aaja piya aaja ho..
Naa ja piya aaja
Teri hi tere hi liye, jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindagani bitani tere saaye mein, saaye mein

Kabhi kabhi..
Kabhi kabhi aise diyon se
Lag bhi jaati aag bhi

Aa...
Dhule dhule se aanchalon pe
Lag hain jaate raag bhi
Hain viraano mein badalte
Dekhe mann ke baag bhi

Sapno mein shringar ho to
Diye jal uthte hain
Khwahishon ke aur sharam ke
Diye jal uthte hain

Aaja piya aaja teri hi, tere hi liye
Jalte diye..
Bitani tere saaye mein, saaye mein

Mera nahin..
Mera nahin hai woh diya jo
Jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun ye ujaale
Aaye hain inko rokiye

Yoon begaani roshni mein
Kab talak koi jiye

Saanson mein jhankaar ho to
Diye jal uthte hain
Jhanjharon mein kangano mein
Diye jal uthte hain

Aaja piya hmmm...
Jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindagani bitani tere saaye mein, saaye mein

Saaye mein saaye tere..

(Saaye mein tere.. bitani zindagani..)

Saaye mein saaye tere..

Saaye mein.. bitani Zindagani

Monday, 12 October 2015

Tu Jo Mila - Bajrangi Bhaijan



Aashiyaana mera saath tere hai na
Dhoondte teri gali mujhko ghar mila
Aab-o-daana mera haath tere hai na
Dhoondte tera Khuda mujhko Rab mila
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhad.kan.. Main Dil...

Rooth jaana tera
Maan jaana mera
Dhoondhte teri hansi
Mill gayi khushi
Raah hoon main teri
Rooh hai tu meri
Dhoondhte tere nishaan
Mill gayi khudi
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhadkan.. Main Dil...
O...

Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil.. haan!
Tu jo mila aasaan hui mushqil
Kyunki Tu Dhadkan.. Main Dil.

Saturday, 12 September 2015

Samandar Main Kinara Tu (Kis Kis Ko Pyaar Karu)



Tu Heer meri, tu jism mera
Main Ranjha hoon - libaas tera (x2)

Ho yun qareeb tu
Chhu loon main teri rooh
Bin tere main hoon be-nishaan

Samander main, kinara tu
Jo bikhru main, sahara tu

Samander main....... (samander main)
Kinara tu...... (kinara tu)
Jo bikhru main...... (jo bikhru main)
Sahara tu...... (sahara tu)

Pehle thi bewajah
Phir aake tu mila
Khwabon ko zinda kar diya
Apne wajood ka hissa bana diya
Qatre ko dariya kar diya

Shirin hai tu, tu meri zubaan
Farhad hoon main, alfaaz tera

Aa yun qareeb tu
Chhu loon main teri rooh
Bin tere main hoon be-nishaan

Samander main, kinara tu
Jo bikhru main, sahara tu

Samander main...... (samander main)
Kinara tu ......(kinara tu)
Jo bikhru main...... (jo bikhru main)
Sahara tu...... (sahara tu)

Sehra ki dhool thi
Tune qubool ki
Main aasmani ho gayi
Jaagu na umr bhar
Jo mere humsafar
Baahon mein teri so gayi

Tu Laila hai nigaah meri
Main Majnu hoon talaash teri

Ho yun qareeb tu
Chhu loon main teri rooh
Bin tere main hoon be-nishaan

Samander main, kinara tu
Jo bikhru main, sahara tu

Samander main.... (samander main)
Kinara tu .....(kinara tu)
Jo bikhru main ......(jo bikhru main)
Sahara tu...... (sahara tu)

Tuesday, 8 September 2015

Mareez-e-Ishq - ZID



Mareez-e-Ishq hoon main, kar de dawaa
Mareez-e-Ishq hoon main, kar de dawaa

O o ho...

Talab hai tu, tu hai nasha
Ghulam hai dil ye tera
Khulke zara jee loon tujhe
Aaja meri saanson mein aa (x2)

Mareez-e-Ishq hoon, main kar de dawa
Haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara

Tujhe mere rab ne milaya
Maine tujhe apna banaya
Ab na bichadna Khudaya (x2)

Mohabbat rooh ki hai laazim riza
Haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara
(laazim riza: a must contentment)

O o ho...

Chaha tujhe maine wafaa se
Maanga tujhe maine duaa se
Paaya tujhe teri adaa se (x2)

Karam hadh se zyaada mujhpe tera
Haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara
O o.. haath rakh de tu dil pe zara

Sunday, 6 September 2015

Yadaan Teriyaan - HERO



Yadaan teriyaan aaundiyan
Hanju lai lai ke
Roney aa si kalle
Raati oss chand thalle
Beh beh ke (2)

Yadaan teriyaan aundiyaaan....
hanju le le ke

****

Tere bina dil ye dhadakda nai eh (o.. haaye)
Tere baajo dil ye lagda nai (o..)
Roi jaave seene de vich beh ke
(beh ke...)
Sohn teri dil sukda nai eh

Haaye.......

Tujhe bhi pataa
Mujhe bhi pataa
Yeh jo bhi hain
Dil ki hain ghaltiya (2)


Hum hai beqasoor
ho gaye door door
Mar na jaayein vichhode
 seh seh ke.....

Yadaan teriyan aandiyan hanju le le ke
Yadaan teriyan aandiyan hanju le le ke

****

Humein jo mile
Yeh jo faasle
Marzi nahi humaari
 Rab ke hain faisle (2)

Haathon ki laqeer jo mod leti Heer
Ranjha aata nai khayalon mein reh reh ke

Yaadan teriyaan aandiyan hanju le le ke
Yadaan teriyaan aundiyan..

Tere bina dil ye dhadakda nai eh
Tere baajo dil ye laggda nai (haaye..)
Roi jaave seene de vich beh ke (yadan teriyan..)
Sonh teri dil sukda nai (aundi aa..)
Hanju le le ke

Main Hoon Hero Tera - HERO




Aankhon ke panno pe
Maine likha tha sau dafaa
Lafzon mein jo ishq tha
Hua naa hothon se bayaan

Khud se naraaz hoon
Kyun be-aawaaz hoon
Meri khamoshiyan hain sazaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bataa

Ke Main Hoon Hero Tera (4)

(Main hoon hero hero tera)

Raahon mein bhi, har kadam
Main tere saath chala
Haathon mein thhe ye haath magar
Phir bhi rahaa faasla
Seene mein hain chhupe
Ehsaas pyaar ke
Bin kahe tu sun le zaraa

Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun pataa..

Ke main hoon hero tera (4)

Teri wajah se hai mili
Jeene ki sab khwahishein
Paa loon tere dil mein jagah
Hai yeh meri koshishein
Main bas tera banu
Bin tere naa rahun
Maine toh maangi hai yeh duaa

Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bata..

Ki Main Hoon Hero Tera ( 4)

O Khuda - HERO



Tere bin jeena hai aise
Dil dhadka naa ho jaise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhaaye kaise

Ab dilon ki raahon mein
Hum kuch aisa kar jayein
Ik dooje se bichhde toh 
Saans liye bin marr jayein

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (2)

Pyaar ki inn raahon mein 
Milte hain kitne dariya
Laakh toofaano mein bhi dil ko
Mil jaata hai zariya

Iss dil ke irraadon mein hai itna asar
Lehron se kinaaron pe karta hai safar

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha..
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (2)

Aaj apne rangon se bichhdi hain yeh tasveerein
Haathon mein kahin toot rahin hain
Mil kar do taqdeerein

Duniya yeh jeet gayi dil haar gaya..
Nahi socha tha mil kar kabhi honge judaa..

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (2)

Saturday, 22 August 2015

Chal Wahan Jaate Hai _ Arijit Singh




Aasman ke pare ek jahan hai kahin
Jhooth sach ka wahan kaayda hi nahi
Roshini mein wahan ki alag noor hai
Saare jismo se aage jahan jaate hain

Jaate hain... jaate hain......

Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain


Seene se tum mere aake lag jao na
Darte ho kyun zaraa paas to aao na
Hmm.........
Seene se tum mere aake lag jao na
Darte ho kyun zaraa paas to aao na

Dhun meri dhadkanon ki suno.........


Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo ..hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo.. hum wahan jaate hain

(Jaate Hai..Chal Jaate hai
Jaate hai ..Jaate hai...)


Koyi subah wahan raat se na mile
Udke wahan chalo aao tum hum chalein
Hmmm.........
Koyi subah wahan raat se na mile
Udke wahan chalo aao tum hum chalein

Pankh laaya hoon main udd chalo..............


Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain, chal wahan jaate hain
Pyar karne chalo hum wahan jaate hain

Adhure (Mary Kom)



Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya
Hum hain adhure, lamhein adhure
Sawaal adhure, jawaab adhure
Woh khwaab bhi adhoora reh gaya

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yadein sari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Tanhaai haathon me le waqt khada hai
Ye dil bhi seene me behosh pada hai
Aaj aake mausam saare humko satate hain
Bejaan hai hum haare aur ye rulaate hain
Har pal andhera reh gaya..

Neela neela bas dil ka zakhm wo reh gaya
Zara zara kar saara hausla beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin o..
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Hum hain adhoore, lamhein adhoore
Sawaal adhoore, jawaab adhoore
Wo khwab bhi adhoora reh gaya

Geela geela bas paani palkon pe reh gaya
Dhire dhire sapna wo aankhon se beh gaya
Thoda thoda kar yaadein saari kho rahiin
Toota sa pal ik haath mein reh gaya

Thursday, 20 August 2015

Haan Hasi Bangaye (Male)



Haan aa...

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage

Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage

Har safar har jagah
Har kahin ban gaye
Maante thhe Khuda
Aur haan wahi ban gaye

Haan hansi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Haan hansi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Haan Hasi Bangaye - (Female)



Haan aa o...

Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon (x2)

Saari hadein  meri, ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

Aa o... aa...

Kya khoob Rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko Khuda (x2)

Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

O...
aa... o..

Ye Kaisi Jagah Le (Hamari Adhuri Kahani)


Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
Main Meera si deewani ho gayi
Iss duniya se begaani ho gayi

Mere honthon pe jo bhatke
Kayi janmon ki pyaas hai
Mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn

Raat meri aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Raat mere aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Chehra hoo main, mera roop ho tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum

Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye

Meri har duaa mein ho tum hi tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum

Monday, 3 August 2015

Mere Humsafar (All Is Well)



Aye mere humsafar ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki (x2)

Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushqil hai
Ek bhi kadam chalna (x2)

Bin tere kahaan hai manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Naa hum bewafaa hain
Naa pyar hai kam darmiyaan
Par apni taqdeerein
Hain bilkul hi judaa (x2)

Phir kaise milegi manzil pyar ki
Aye mere humsafar ik zara intezaar
Sunn sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Sunday, 14 June 2015

Sun Sathiya -(ABCD 2)

Haannn……,
Haannn……,

Sun saathiya mahiya,
Barsade ishqan di seyahiyan..,

Rang jaun rang..rang jaun re,
Haari main,
Tujhpe main jhar..jhar..jhar jaun,
Haari…,

Hoon piya bas teri main,
Ho..chhule khari mein,
Tu khari mein..khari mein,

Sun saathiya mahiya,
Barsade ishqan di seyahiyan..,

Sa..sa ni sa..sa ni sa..sa ni sa..,
Sa re ga re..ga re..,
Sa sa ni sa..sa ni sa..sa ni sa..,
Pa ma..pa ma..ga ma..ga re..ga re..,

Sa..sa ni sa..sa ni sa..sa ni sa..,
Sa re ga re..ga re..,
Sa sa ni sa..sa ni sa..sa ni sa..,
Pa ma..pa ma..ga ma..ga re..

Main raeth si boond ka zariya tu,
Paake tujhe bheeg jaun re,(x2)

Jaun ri main…

Tarr jaun..tarr..tarr jaun,
Daria ye tarr jaun ji..,
Ishq ye paake main tera,
Nikhar jaun..ri,

Piya bas teri main,
Ho..chhule to khari mein,
To khari mein..khari mein,

Sun saathiya mahiya,
Barsade ishqan di seyahiyan..

Tuesday, 12 May 2015

Hamari Adhuri Kahani

Paas aaye..
Dooriyaan phir bhi kam
Na huyi.. Ek adhuri
Si humari kahaani rahi

Aasmaan ko zameen
Yeh zaroori nahi
Jaan le.. jaan le..

Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi
Manzilein manzilein..

Rang thhe noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha
Yeh jahaan…

Waqt ke reet pe
Kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya
Tu kahaan..

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani..(2x)

Khushbun se teri
Yunhi takra gaye
Chalte chalte
Dekho na hum kahaan aa gaye

Jannatein agar yaheen
Tu dikhe kyun nahin
Chaand sooraj sabhi, hai yahaan
Intezar tera, sadiyon se kar raha
Pyasi baithi hai kab, se yahaan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (2x)

Pyaas ka yeh safar
Khatam ho jayega
Kuch adhura sa joh tha
Pura ho jayega

Jhuk gaya aasmaan
Mil gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka sama
Doliya hain saji
Khushbuein har kaheen
Padhne aaya Khuda khud yahaan

Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani.. (2x)

Tu Mera Humdard Hai



Pal.. do pal.. ki hi kyun hai zindagi
Is pyar ko hai sadiyan kaafi nahin
To khuda se maang loon
Mohlat main ek nayi
Rehna hai bas yahan
Ab door tujh se jana nahin..

Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera hamdard hai
Suhana har dard hai..
Jo tu mera humdard hai

Teri muskuraahatein hain taakat meri
Mujhko inhee se ummid milee
Chahe kare koi sitam yeh jahan..
Inmein hi hai sada hifazat meri
Zindghani badi khoobsurat huyi
Jannat ab aur kya hogi kahin

Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai…
Jo tu mera humdard hai

Ohh.. O..
Teri dhadhkano se hai zindagi meri
Khwaahishein teri ab duayein meri
Kitna anokha bandhan hai yeh..
Teri meri jaan jo ek huyi
Lautoonga yahan tere paas main haan
Vada hai mera mar bhi jaaoon kahin

Jo tu mera hamdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhana har dard hai…
Jo tu mera humdard hai

Hmm.. humdard hai
Hmm.. humdard hai
Hmm.. hamdard hai
Hmm.. humdard hai